madiha khanmohabbtaon main har aik lamha vesaal hoga ye teh hua tha,bechar k bhi aik dosre ka khyal hoga ye teh hua tha,bechar gae ho to kya hua k yehi hai dastor-e-zindagani,judaeon main na qurbaton ka malal hoga ye teh hua tha,wohi hua k badalte mosum main tumne humko bhula dia hai,koi bhi ruth ho na chahaton ko zawal hoga ye teh hua tha,yeh kya k sansain ukhar rahi hain safar k aagaz main tumhari,koi bhi thak k na raste main nedhal hoga ye teh hua tha.