- « Previous
- Next »
BN K REHTY THY JO MAZI ME UJALON KI TRAH
Bn k rehty thy jo Mazi me Ujalon ki trah
.
Aj kitabon me hain wo log Hwalon ki trah
.
Shab e tarik me ye bikhry huwe taary dekho
.
Kisi ulfat me uljhy hain Khyalon ki trah
.
Maykush kiya hai teri ulfat ne mujh
.
Teri yaaden hain Sagar k Pyalon ki trah
.
Raah e ulfat me kaii Log toot kr bikhry
.
Dunya krti hai unhe pysh, Misalon ki trah
.
Jb se khayen hain Zakhm teri muhabat me ''Mohsin''
.
Nigahen mujh pe uthti hain Sawalon ki trah.