AA JAO MERI AANKHON SE KHWAAB DEKHO TO AIK SHAB BHI NA
Aa jao meri aankhon se khwaab dekho,
To aik shab bhi na so seko gay,
K laakh chaho na hans seko gay,
Hazaar chaho na ro seko gay,
K khawab kya hain, Azaab hain ye..
Mere dukhon ki kaltab hain ye..
Khayaal saare jhulas gay hain..
Sulagti khuwaaish hain khawab mere..
Ukherti saansien hain zindagi ki..
Lahu ki saazish hain khawab mere..
JO MERI AANKHON SE KHAWAB DEKHO
TO IK SHAB BHI NA SO SEKO GAY.
Aa jao meri aankhon se khwaab dekho,
To aik shab bhi na so seko gay,
K laakh chaho na hans seko gay,
Hazaar chaho na ro seko gay,
K khawab kya hain, Azaab hain ye..
Mere dukhon ki kaltab hain ye..
Khayaal saare jhulas gay hain..
Sulagti khuwaaish hain khawab mere..
Ukherti saansien hain zindagi ki..
Lahu ki saazish hain khawab mere..
JO MERI AANKHON SE KHAWAB DEKHO
TO IK SHAB BHI NA SO SEKO GAY.

